Sunday 6 September 2015

maula

Mujhko ko kuch bhi patta nahi tha
 Waqt bada hi aacha tha
 Mera koi bhi dharam nahi tha
 Jab mein chota bacha tha
 Phir ek majhab milate he
 Mera bachpan chut gaya
 Dooje dharam ka dost vo mera
 Usse ristha toot gaya
 Voh jonda hain ya marr gaya
 Uss ka koi jikaar nahi
 (Nahin ishwar maula mera
 Mera maula ishwar nahin) - 2
 Allah hoo allah hoo he ram ram ram - 2
 
 Jung ko tayyari mein hoon
 Geeta puran pad ke
 Jo waqt bajj gayan voh mein
 Katunga tujhse ladh ke
 Meri tho ye bass fitrat
 Hathiyaar mein dharoonga
 Jannat hi ya jahanam vyapar mein karoonga
 Hogi ye duniya khoobasurat mujhko to kadar nahi
 (Nahin ishwar maula mera
 Mera maula ishwar nahin) - 2
 Tum mein hum mein harr autam mein harr khushi mein
 Ranjo gandh mein ghoongaru mein payal ki chamme
 Sajani mein uske  balam mein
 Tuhi tu hain tuhi tu hain
 Din raat padu vo kalama hain
 Tu ghukatarr hain tu hi maa hain
 Meri rooh to aisi chumi hain
 Mera naam aaj se rumi hain
 Tu hain to sab hain bhara bhara
 Tu hain toh fikkar nahin
 (Nahin ishwar maula mera
 Mera maula ishwar nahin) - 2
 Allah hoo allah hoo he ram ram ram - 2

No comments:

Post a Comment