Navatunni aali apsara
Navatunni aali apsara
Aashi sundara saaj sathpudha
Aali aali aali, aali ho aali
Jaisa maathi maanla gajra
Dokyecha nazra theel tichyaavar
Aali ali aee haan
Duniya chi pyari tu
Aaga naari harnigaa
Aaga raani sundaraa..
Aali ho aali aali ho aali
Aali ali..
Nazar jo teri laagi main deewani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mashoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahan thi main dekho kaha chali aayi
Kehte hai ye deewani mastani hogayi
Mashoor mere ishq ki kahani hogayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahan thi main dekho kahan chali aayi
Kehte hain ye deewani mastani hogayi
Deewani haan deewani deewani hogayi
Zakham aisa tune lagaya
Deewani deewani deewani deewani hogayi
Marham aisa tune lagaya
Ruhani ruhani ruhani ruhani hogayi
Pehchan mere ishq ki ab to
Pehchan mere ishq ki ab to
Rawani, rawani, rawani, rawani hogayi
Mashoor mere ishq ki kahani ho gayi
Kehte hai yeh deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Mashoor mere ishq ki kahani ho gayi
Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani
Kahan thi main dekho kahan chali aayi
Kehte hai ye deewani mastani ho gayi
Deewani haan deewani, deewani ho gayi
Sab noor noor sa bikhra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil
Tu mastani hai ay..
Tu deewani hai ay..
Paakeza hasti hain teri tu noorani hai
Sab noor noor sa bikra hai
Ek tu hi khayalon mein utra hai
No comments:
Post a Comment