Wednesday 4 March 2015

Aap Ki Nazaron Ne Samjha Lyrics


Aap Ki Nazaron Ne Samjha Lyrics 1962
Album: Anpadh
Aap ki nazron ne samjha
Pyaar ke kaabil mujhe
Dil ki ae dhadkan thaher jaa
Mil gayi manzil mujhe
Aap ki nazron ne samjha
Ji hume manzoor hai
Aap ka yeh faisla
Ji hume manzoor hai
Aap ka yeh faisla
Keh rahi hai har nazar
Banda parvar shukriya
Haske apni zindagi mein
Kar liya shaamil mujhe
Dil ki ae dhadkan thaher jaa
Mil gayi manzil mujhe
Aap ki nazron ne samjha
Aap ki manzil hoon main
Meri manzil aap hai
Aap ki manzil hoon main
Meri manzil aap hai
Kyun main toofan se daroon
Mera saahil aap hai
Koi toofano se keh de
Mil gaya saahil mujhe
Dil ki ae dhadkan thaher jaa
Mil gayi manzil mujhe
Aap ki nazron ne samjha
Pad gayi dil par mere
Aap ki parchaaiyaan
Pad gayi dil par mere
Aap ki parchaaiyaan
Har taraf bajne lagi
Saenkdon shehnaaiyaan
Do jahaan ki aaj khushiyaan
Ho gayi haasil mujhe
Aap ki nazron ne samjha
Pyaar ke kaabil mujhe
Dil ki ae dhadkan thaher jaa
Mil gayi manzil mujhe
Aap ki nazron ne samjha

No comments:

Post a Comment