Wednesday, 4 March 2015

ANDAZ APNA APNA (1994) ANDAZ APNA APNA (1994) Singer: VICKY MEHTA, BEHROZE CHATTERJEE

Elo Ji Sanam Hum Aa Gaye Lyrics 
Elo.. elo!
Elo.. elo!

Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Ab itna bhi gussa karo nahin jaani
Yeh khoya khoya mausam pavan diwani
Ab itna bhi gussa karo nahin jaani
Yeh khoya khoya mausam pavan diwani
Ho.. Kahin uda le na yara tujhe, dildara tujhe

Elo.. elo!
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke

Aise jaadugar hain bahaar ke yeh din
Jaan hi na le le khumar ke yeh din
Aa.. aa..
Aise jaadugar hain bahaar ke yeh din
Jaan hi na le le khumar ke yeh din
Dekho jaan-e-jana, behak na jana
aaja main de doon sahara tujhe, dildara tujhe

Elo.. elo!
Elo.. elo!
Elo ji sanam hum aa gaye..
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke

Maathe pe to bal hai, labon pe muskan..
Chhab hai gazab ki main tere qurbaan
Main tere qurbaan, balle balle meri jaan
Meri jaan, meri jaan
Maathe pe to bal hai, labon pe muskan
Chhab hai gazab ki main tere qurbaan
Maathe pe to bal hai, labon pe muskan
Chhab hai gazab ki main tere qurbaan
Haaye mar jaaunga, jeene nahi paaunga
Aise na maro nazar mujhe, dildara mujhe

Elo elo ji..
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Elo elo hum aa gaye aaj phir dil le ke

Chalo ji, chalo ji main
Chalo ji main gussa na aur karungi
Teri shikayat pe gaur karungi
Chalo ji main gussa na aur karungi
Teri shikayat pe gaur karungi
Teri shikayat pe gaur karungi
Kya hai meri manzil, samajh gaya dil
Kya hai meri manzil samajh gaya dil
Jana karo na ishara mujhe, dildara mujhe

Elo elo!
Elo elo!
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Ab itna bhi gussa karo nahin jaani
Yeh khoya khoya mausam pavan diwani
Ho.. Kahin uda le na yara tujhe, dildara tujhe

Elo elo!
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Elo ji sanam hum aa gaye aaj phir dil le ke
Aa... aa... o... aa...

No comments:

Post a Comment