Friday 24 July 2015

Aye Mere Humsafar Song Lyrics – All is Well (2015)


Aye mere humsafar
Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki..

Aye mere humsafar
Ik zara intezaar
Sun sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki..

Tulsi Kumaar:
Jisko duaaon mein maanga
Tu hai wahi rehnuma
Tere bina mushkil hai
Ek bhi kadam chalna..(2x)

Bin tere kahaan hai
Manzil pyaar ki

Aye mere humsafar
Ek zara intezaar
Sunn sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki

Mithoon:
Naa hum bewafaa hai
Naa pyar hai kam darmiyaan
Par apni taqdeerein
Hain bilkul hi judaa..(2x)

Phir kaise milegi
Manzil pyaar ki
Ae mere humsafar
Ik zara intezaar
Sunn sadayein de rahi hai
Manzil pyaar ki

No comments:

Post a Comment