Tuesday 28 July 2015

Carbon Copy Lyrics from Drishyam


Kyaa re jindagi kya hain tu

 Aree kya hain jindagi kya hain tu
 Teri carbon copy hoon mein
 Ya mera aaina tu...

 Kyaa re jindagi kya hain tu
 Aree kya hain jindagi kya hain tu

 Mufller ki tarah lipti hain gale
 Gud-gudi karati hain paanv tale
 Chidchidisi hain nackchadi si hain
 Mooh lagi hain tu
 Aree agale mod pe milana tu

 Aree kya hain jindagi kya hain tu
 Teri carbon copy hoon mein
 Ya mera aaina tu...

 Aree kya hain jindagi kya hain tu

 Haste haste yoon pal pad jaate hai
 Saans to aane de naa
 Sukhe patteh jhad jaate hai
 Hosh to aane de naa
 Phuljhadi si hai haan gulchadhi se hain
 O hathkadi hain arer ghum ke phir se milna tu
 Oye kya re jindagi kya hai tu..
 Teri carbon copy hoon main
 Yaa mera aaina tu..

No comments:

Post a Comment