Ek hazaromein aag hain jitani
Hain lahu kholata itaromein phir bhi
Khak saaronko khak hi kafi bass mujhko hai khamoshi meri
Bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha - 2
Jaan leke kissmat pe baante hain raahomein kaante hain
Aur mein bhi hoon ziddi aaun kissmat ke adde
Mein jitana hai force lagale magar hass ke cut jayega tera ye sarr
So sawal hain so hain aanate mere taraano pe lagi hai kalikhe
Naa mila mouka naa mili maafi kehdo kitani saja hain baaki
Bezubaan kab se main raha begunaah sehta main raha
No comments:
Post a Comment